086f5809e96b133dd536982629e5844b.1000x1000x1
3 views

Mast Hua lyrics
(English Translation)

Lyrics Genre

Released to

August 12, 2024

Mast Hua (English Translation)

Chorus
Mast hua, barbad hua
Ishq ka kalma yaad hua
Mast hua, barbad hua
Ishq ka kalma yaad hua

Verse 1
Suit pay lag gaya taat ka tukra
Boot ka tasma toota
Ishq nay hi fankaar banaya
Ishq nay hi mujhe loota
Ishq nay hi fankaar banaya
Ishq nay hi mujhe loota

Chorus
Phir mein mast hua, barbaad hua
Ishq ka kalma yaad hua
Mast hua, barbaad hua
Ishq ka kalma yaad hua

Verse 2
Mann mein basi lovaan ki khushbu
Ittar bittar sab bhoola
Zaat aqeeda raakh ho gae
Ishq ka chal gaya choola
Topi utri tasbi tooti
Dhol pay rask hua
Ishq mera taaveez ban gaya
Dil pay naqsh hua
Mujh pay lag gai tohmat shohmat
Mein badnaam hua
Gana bajana, nachna nachana
Mera kaam hua
Gana bajana, nachna nachana
Mera kaam hua

Chorus
Phir mein mast hua, barbaad hua
Ishq ka kalma yaad hua
Mast hua, barbaad hua
Ishq ka kalma yaad hua

Verse 3
Rishtay natay door ho gaye
Fan ban gaye lakhon
Duniya mere peechay
Aur mein ishq ke peachay bhagoon
Ishq hi takkiya, ishq palang hai
Ishq hai mera bistar
Ishq hi orrun, ishq hi pehnu
Ishq hi meri chadar
Aqlon walay marain tanay
Ye to deewana hai
Mein to aashiq hun logon
Mujhy doob ke jana hai
Mein to aashiq hun logon
Mujhy doob ke jana hai

Chorus
Ke mein to mast hua, barbaad hua
Ishq ka kalma yaad hua
Mast hua, barbaad hua
Ishq ka kalma yaad hua

Verse 4
Suit pay lag gaya taat ka tukra
Boot ka tasma toota
Ishq nay hi fankaar banaya
Ishq nay hi mujhe loota
Ishq nay hi fankaar banaya
Ishq nay hi mujhe loota

Chorus
Phir mein mast hua, barbaad hua
Ishq ka kalma yaad hua
Mast hua, barbaad hua
Ishq ka kalma yaad hua

Play on
Leave a comment
You have a maximum of 250 characters
0 Comments

No comments, you can be the first

Best Genres
Lastest Lyrics Added
Random Artists
Best Lyrics

Many companies use our lyrics and we improve the music industry on the internet just to bring you your favorite music, daily we add many, stay and enjoy.